tujhse naraz nahi zindagi hairaan hun main
ho hairaan hun main
tere masum sawaalon se preshaan hun main
ho pareshaan hun main
jine ke liye socha hi nahi
dard sambhalne honge
jine ke liye socha hi nahi
dard sambhalne honge
muskuraaye to muskuraane ke
karz utarne honge
muskuraaun kabhi to lagta hai
jaise hoton pe karz rakha hai
tujhse naraz nahi zindagi hairaan hun main
ho hairaan hun main
aaj agar bhar aayi hai
bundine baras jayegi
aaj agar bhar aayi hai
bundine baras jayengi
kal kya pata inke liye
aankhe tarash jayegi
jaane kab ghum hua kahaan khoya
ek aasu chupa ke rakha tha
tujhse naraz nahi zindagi hairaan hun main
ho hairaan hun main
tujhse naraz nahi zindagi hairaan hun main
ho hairaan hun main
tere masum sawaalon se preshaan hun main
ho pareshaan hun main