Thumb | Song Heading | Singer | Composer | Lyricist | Actor | Film (Year) | Category |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Tum Aaj Mere Sang Hans Lo 4.41 - 29 votes | Mukesh | Shankar Jaikishan | Hasrat Jaipuri | Aashiq (1962) | Happy Songs |
Movie | Film Cast | Singer | Lyricist | Composer | Director | Producer | External Links | Video Links |
---|---|---|---|---|---|---|---|---|
Aashiq (1962) |
Raj Kapoor, Padmini, Nanda, Mukri, Johny Walker, Keshto Mukherjee, Raj Mehra, Abhi Bhattacharya, Leela Chitnis | Lata Mangeshkar, Mukesh | Hasrat Jaipuri, Shailendra | Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal | Hrishikesh Mukherjee | Aashiq at IMDB Aashiq at Wikipedia | Aashiq at YouTube |
" 'pyar mein jis dam nikle aansoo, wo aansoo albele'. aansuon ko albela
kehna, ye bas Shailendra ji hi ke bas mein ho sakta tha. Shailendra ji ki
qalam se quality ke alawa kabhi kuchh nikla hi nahi. Apne asardaar geeton
ke zariye unho ne insaniyat ko jeevit rakhne ki disha mein jo foolproof aur
amar yogdaan diya uske liye nek dil insaan hamesha unke (rd)ini rahenge.
Aaj woh hamare beech hote to unse milne aur unki sangat hasil karne ki
zaroor koshish karta. Lekin mujhe sha'oor aate aate to woh is dunya ko
alvida keh chuke the. Unhe koti koti naman. Jai Hind."