tum aao rumjhum karti payal ki jahnkar liye
naino bichhaye baitha koi phoolo bhari bahaar liye 
tum aao rumjhum karti 
tera wo angadai lena
yad hai phir kuch muska dena 
tera wo angadai lena 
yad hai phir kuch muska dena  
us din hi to tune mujhko
pritam ke adhikar diye 
tum aao rumjhum karti payal ki jhankar liye
naino pe chhaye baitha koi phoolo bhari bahar liye
tum aao rumjhum karti 
yhi to ghadiya hai jeewan ki 
pyas tere madhur milan ki
yhi to ghadiya hai jeewan ki 
pyas tere madhur milan ki
beet gayi to phir nahi aani 
ye sundar uphar liye
tum aao rumjhum karti payal ki jahnkar liye
naino bichhaye baitha koi phoolo bhari bahaar liye 
tum aao rumjhum karti