tum aaye jindagi mein to barsat ki tarah

aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah
tum aaye jindagi mein to barsat ki tarah
baaten rahi adhuri bichhadna pada hume
baaten rahi adhuri bichhadna pada hume
tha ye bhi itifaaq mulakat ki tarah
shanaai ke suron mein tha matam ka shor kyun

sapne to aaye neend mein barat ki tarah
hum bhi to muntazir hai ke kuch jindagi mile

aao hamare dil mein bhi zazbaat ki tarah
ye to kaho ke ae dil kiya tha rahenge sath

ab kyu badal hi jate ho halat ki tarah