tum dilli main aagra dil se nikle haye fasla
fasla sau kosh ka hum me sawan bito jaye
tum bhi sache main bhi sachi
badal ghir ghir aaye
meri ma meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
dekh mar jaye na tera sajan kahi
kya kahu main piya bat bas ki nahi
maa ko dam deke aa jao
meri kasam jiya chain paye
meri maa meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
meri maa meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
tum dilli mai aagre dil se nikle haye fasla
fasla sau kosh ka humne sawan bito jaye
tum bhi sache main bhi sachi
badal ghir ghir aaye
meri ma meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
aas roti hai aur dil paresan hai
tera sajan koi dam ka mehman hai
aake surat dikha jao meri kasam
kale badal aaye
aake surat dikha jao meri kasam
kale badal aaye fasla fasla sau kosh ka
hum me sawan bito jaye fasla
fasla sau kosh ka hum me sawan bito jaye
tum dilli mai aagre dil se nikle haye fasla
fasla sau kosh ka humme sawan bito jaye
tum bhi sache mai bhi sachi
badal ghir ghir aaye
meri ma meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
Wow, whar a rare and beautiful song. Naushad is my favourite music director, the greatest ever; and Rafi is the greatest male singer. The Naushad-Rafi combination is my favourite (followed by the Nayyar-Asha one), but I have never even heard any of the songs from Pehle Aap. Thanks for this gem .