tum hi ho mere humnashi
tumse milke hua hai yakin
tum hi ho wo mere humnashi
tumse milke hua hai yakin
pyar ke mod pe aa gayi zindagi
ab na gair tum, na hu main ajnabi
tum hi ho wo mere humnashi
tumse milke hua hai yakin
tum hi ho wo mere humnashi
tumse milke hua hai yakin
pyar ke mod pe aa gayi zindagi
ab na gair tum, na hu main ajnabi
halki si bekarari, halka sa ek nasha hai
meri hasrato ka aanchal rangin ho raha hai
kyu dhadkane jawa hai
mujhe ab samajh me aaya
baaho ke daayre me dil ne karar paya
palko par saje kitne khab hai
saanso me khile lakho gulab hai
tum hi ho wo mere humnashi
tumse milke hua hai yakin
tum hi ho wo mere humnashi
tumse milke hua hai yakin
pyar ke mod pe aa gayi zindagi
ab na gair tum, na hu main ajnabi
mujhe is kadar na chaho
mera dam nikal na jaye
is pyar se na dekho
kahin dil machal na jaye
daali hai jaan tumne, bejan zindagi me
kya kya hua na hasil, chahat ki bekhudi me
kaise main karu haal-e-dil baya
jeena hi nahi ab to tere bina
tum hi ho wo mere humnashi
tumse milke hua hai yakin
tum hi ho wo mere humnashi
tumse milke hua hai yakin
pyar ke mod pe aa gayi zindagi
ab na gair tum, na hu main ajnabi
pyar ke mod pe aa gayi zindagi
ab na gair tum, na hu main ajnabi