tum jo sunoge meri kahani
tum jo sunoge meri kahani
chhalakne lagega aankho se pani
dost mere bas itna samjh lo
dost mere bas itna samjh lo
gham se bhari hain meri jindgani
tum jo sunoge meri kahani
chhalakne lagega aankho se pani
tum jo sunoge meri kahani
is duniya mein pyar nahi hain
koi bhi sachcha yaar nahi hai
raahen wafa mein chalne ko
koi yaha taiyar nahi hain
mere dil ko koi na samjha
kis ne meri kadar na jani
dost mere bas itna samjh lo
gham se bhari hain meri jindgani
tum jo sunoge meri kahani
chhalakne lagega aankho se pani
tum jo sunoge meri kahani
jo kahte the hamse ham hain tumhare
pyar ke denge tumko sahare
wo aise badle mudke na dekha
tut gaye sab khwaab hamare
tut gaye sab khwaab hamare
bhool chuka tha jiske fasaane
aa gayi uski yaad purani
dost mere bas itna samjh lo
gham se bhari hain meri jindgani
tum jo sunoge meri kahani
chhalakne lagega aankho se pani
tum jo sunoge meri kahani
jisko chaha jisko puja
usi ne mere dil se khela
milon lambi di tanhai
chhod ke chal di mujhko akela
chhod ke chal di mujhko akela
chnd lafjon mein kah di maine
tumse apni dil ki kahani
dost mere bas itna samjh lo
dost mere bas itna samjh lo
gham se bhari hain meri jindgani
tum jo sunoge meri kahani
chhalakne lagega aankho se pani
tum jo sunoge meri kahani