tum juda hokar hame kuchh aur pyare ho gaye

paas rehkar gair the, abb toh hamare ho gaye
laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah

jindagi se maut tak ikraar sare ho gaye
jindagi se maut tak ikraar sare ho gaye
tum juda hokar hame kuchh aur pyare ho gaye
wasl ki abb chandani chhaaye na chhaaye gum nahi

hijr ki raaton mein roshan chhand taare ho gaye
tum juda hokar hame kuchh aur pyare ho gaye
pyaar ke tufaan mein har mauj sahil ban gayi

jis taraf dekha kinare hi kinare ho gaye
tum juda hokar hame kuchh aur pyare ho gaye
paas rehkar gair the, abb toh hamare ho gaye
Written by Rajendra Krishan, recorded for film "Jahan Ara" in 1964 but was taken out of the film. This ghazal has a little extra music added by Sanjeev Kohli for clarity. I have it's original version on a disc released by Music India(formerly Polydor) in 1981 titled
"A Treasure Revealed - Musical Memories Of Madan Mohan". This would be the best combination of Madan's love for Sitar, Sarangi, Violins, and Tabla.