tum kaha chhupe bhagwan karo mat deri
dukh haro dwarikanath shran main teri
dukh haro dwarikanath shran main teri
dukh haro dwarikanath shran main teri
yahi suna hai din bandhu
tum sabka dukh har lete
jo nirash hai unki jholi
aasha se bhar dete
agar sudama hota mai
to daud dwarika aata
paanv aansuo se dho kar
main man ki aag bhujhata
tum bano nahi anjan
suno bhagwan karo mat deri
dukh haro dwarikanath shran main teri
dukh haro dwarikanath shran main teri
jo bhi shran tumhari aata
usko dhir bandhate
nahi dubne dete data
naiya paar lagate
tum na sunoge to kisko
main apni vyatha sunau
dwar tumhara chhod ke bhgwan
aur kaha mai jau
prabhu kab se raha pukar
main tere dwar karo mat deri
dukh haro dwarikamath shran main teri
dukh haro dwarikamath shran main teri
dukh haro dwarikamath shran main teri
dukh haro dwarikamath shran main teri