tum mahakati jwan chandani ho
chalti firti koi roushni ho
rang bhi rup bhi ragini bhi jo bhi sochu
tumhe tum vahi ho
tum mahakati jawa chandani ho
chalti firti koi roshni ho
rang bhi rup bhi ragini bhi jo bhi sochu
tum tum vahi ho
tum mahakati jwan chandani ho
jo kabhi tumne najare uthayi
aankh taro ki jukne lagi ho
jo kabhi tumne najare uthayi
aankh taro ki jukne lagi ho
muskurai jo aankhe jhuka ke
sans phulo ki rukne lagi hai
tum baharo ki pehli hasi ho
chalti firti koi roushni ho
rang bhi rup bhi ragini bhi jo bhi sochu
tume tum vahi ho
tum mahakati jwan chandani ho
narm aanchal se chhanti ye khusbu
mare har khwab par chha gai hai
narm aanchal se chhanti ye khusbu
mare har khwab par chha gai hai
jab bhi tumpe nigahen padi hai
dil mai ek pyas lahra gai hai
tum to sach me chalakti nadi ho
chalti firti koi roushni ho
rang bhi rup bhi ragini bhi jo bhi sochu
tume tum vahi ho
tum mahakati jawa chandani ho
jab se dekha hai chaha hai tumko
ye fasana chala hai vahi se
jab se dekha hai chaha hai tumko
ye fasana chala hai vahi se
kab talak dil bhatkta rahega
mang lu aaj tumko tumhi se
tum to khud pyar ho zindagi ho
chalti firti koi roushni ho
rang bhi rup bhi ragini bhi jo bhi sochu
tume tum vahi ho
tum mahakati jawa chandani ho
chalti firti koi roushni ho
rang bhi rup bhi ragini bhi jo bhi sochu
tume tum vahi ho
tum mahakati jawa chandani ho
Great song and lyrics but I wish the sound quality was better since I was not able to understand all the lyrics. Could anyone post the lyrics of the first antara, "Jab kabhi tum ne nazrein uthaeen, aankh taron ki jukhne lagi ho"?
Thanks.