tum mahalo me rahne wale hume tere dar se kya

nagari hai apni pyari hume unche ghar se kya

tum mahalo me rahne wale
chhota bada na koi barabar hai sab yaha
chhota bada na koi barabar hai sab yaha
paida kiya hai jisne usi ka hai ye jaha
uska hi aashra hai hume duniya bhar kya
uska hi aashra hai hume duniya bhar kya
tum mahalo me rahne wale
o dene walo humko na daulat ki bhikh do
o dene walo humko na daulat ki bhikh do
jholi hai bilkul khali mohabbat ki bhikh do

dhokhe hai is najar se hume malo dar se kya
dhokhe hai is najar se hume malo dar se kya
tum mahalo me rahne wale
jillat se hire moti ji malik kasm na le
jillat se hire moti ji malik kasm na le
nafarat jo gar mile to mohabbat bhi hum na le
nafarat jo gar mile to mahobbat bhi hum na le
ijjat se jo na dekhe hame us najr se kya

tum mahlo me rahne wale hume tere dar se kya
nagari hai apni pyari hume unche ghar se kya
tum mahlo me rahne wale hume tere dar se kya
jillat se hire moti ji malik kasm na le
jillat se hire moti ji malik kasm na le
nafarat jo gar mile to mohabbat bhi hum na le
nafarat jo gar mile to mahobbat bhi hum na le
ijjat se jo na dekhe hame us najr se kya
ijjat se jo na dekhe hame us najr se kya
tum mahlo me rahne wale hume tere dar se kya
nagari hai apni pyari hume unche ghar se kya
mahlo me rahne wale