Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Tum Mujhse Dur Chale Jana Na
4.47 - 17 votes
Dharmendra, SadhanaDard Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Tum Mujhse Dur Chale Jana Na - तुम मुझ से दूर चले जाना ना
tum mujhse dur chale jana na, mai tum se dur chale jaungi
tum mujhse dur chale jana na, mai tum se dur chale jaungi

mai thi anjan ji ki baton se, anjani pyar ki baraton se
mai thi anjan ji ki baton se, anjani pyar ki baraton se
doli banane chali thi mai, arthi bani mere hathon se
tum mujhse dur chale jana na, mai tum se dur chale jaungi

socha tha pyar kar ke chori se, mai tum ko bandh lungi dori se
socha tha pyar kar ke chori se, mai tum ko bandh lungi dori se
kya tha pata chhup jayega, chanda yu ruth ke chakori se
tum mujhse dur chale jana na, mai tum se dur chale jaungi

kya meri prit biraha ki mari, aansu me dub gayi chingari
kya meri prit biraha ki mari, aansu me dub gayi chingari
mai tum se har gayi tum jite, tum mujh se jit gaye mai hari
tum mujhse dur chale jana na, mai tum se dur chale jaungi
tum mujhse dur chale jana na, mai tum se dur chale jaungi
tum mujhse dur chale jana na, chale jana na
mai tum se dur chale jaungi chale jaungi
lyrics of song Tum Mujhse Dur Chale Jana Na
Comments on song "Tum Mujhse Dur Chale Jana Na"
Indu Puri on Monday, April 08, 2013
kitne khoobsurat bol hain iske..pahli baar jb yh film dekhi tbhi
iska hr geet mujhe bahut psnd aaya. khas krke... -----------socha
tha pyar kar ke choree se, mai tum ko bandh lungee doree se kya tha pata
chhup jayega, chanda yu ruth ke chakoree se... ohhhhh koi bhi vyakul ho
uthe yh sunkr ------- kya meree prit biraha kee maree, aansu me dub gayee
chingaree mai tum se har gayee tum jite, tum mujh se jit gaye mai haree
.aur jane kb mn bhari ho jata hai aur aankhen..nm
Indu Puri on Monday, April 08, 2013
kitne khoobsurat bol hain iske..pahli baar jb yh film dekhi tbhi
iska hr geet mujhe bahut psnd aaya. khas krke... -----------socha
tha pyar kar ke choree se, mai tum ko bandh lungee doree se kya tha pata
chhup jayega, chanda yu ruth ke chakoree se... ohhhhh koi bhi vyakul ho
uthe yh sunkr ------- kya meree prit biraha kee maree, aansu me dub gayee
chingaree mai tum se har gayee tum jite, tum mujh se jit gaye mai haree
...aur jane kb mn bhari ho jata hai aur aankhen..nm
tomsharma on Sunday, June 07, 2009
One of the BEST sad songs in Hindi films!Truly a 5star song!!Thanx amitajai...
RealMusicKing on Tuesday, January 01, 2013
Film: Ishq Par Zor Nahin - 1969
Production: Twinkle Stars
Cast: Dharmendra, Sadhana, Devan Verma(son in law to actor Ashok Kumar)
Lyrics: Anand Bakshi
Music: S.D. Burman(father of the no good of a musician, R.D. Burman)
maleeha5 on Friday, February 18, 2011
I admire those lovers who are not together or cant meet anymore but still love each other.being together is not every thing.god is invisible but hez the most closest.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ishq Par Zor Nahin (1970)
Dharmendra, Sadhana, Biswajeet, Jagdeep, Nadira, Abhi Bhattacharya, Jagdish Raaj, Leela Mishra, Kamini Kaushal, MadhumatiAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiAnand BakshiS D BurmanRamesh SaigalSuresh SaigalIshq Par Zor Nahin at IMDB      Ishq Par Zor Nahin at WikipediaIshq Par Zor Nahin at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type