tum o julmi saudagar
aaj hum bhi tere dar par
tere ghungharu ki cham cham pe nachenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
sun o julmi saudagar
aaj hum bhi tere dar par
tere ghungharu ki cham cham pe nachenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
tere pade hai hamse pale hum hai julm se ladne vale
aaj tera insaf karenge hum na tujhko maf karenge
ji le char ghadi diwane o diwane tu na jane
mout ka paigam laye hai kuch kar ke jayenge
ya mar ke jayenge kuch kar ke jayenge
ya mar ke jayenge aaj hum bhi tere dar par
tere ghungharu ki cham cham pe nachenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
kahati hai ghungharu ki cham cham
nachenge hum jab tak hai dam
pairo ke ghungharu todenge aaj na
tujhko hum chodenge tera hum vo haal karenge
na jine denge na marne denge jakhm
tujhse hamne bahut khaye hai
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
sun o julmi saudagar
aaj hum bhi tere dar par
tere ghungharu ki cham cham pe nachenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge
kuch kar ke jayenge ya mar ke jayenge