Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.13 - 16 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tum Paschim Ho Hum Purab Hai - तुम पश्चिम हो हम पूरब हैं
tum paschim ho hum purab hai dono ka mel na milta hai
ugta hai jo suraj purab me ugta hai jo suraj purab me
wo paschim me ja dhalta hai wo paschim me ja dhalta hai
wo paschim me ja dhalta hai tum paschim ho hum purab hai
dono ka mel na milta hai dono ka mel na milta hai
purab ki pawan mangal kari mangal sandesh sunati hai
paschim ki hawa me hai jahar bhara jo ghar ghar aag lagati hai
dharti dharti me hai fark bada mati mati me hai antar
is mati me janme sadhu is mati me janme sadhu

us dhul me janme bikte the us dhul me janme bikte the
us dhul me janme bikte the tum paschim ho hum purab hai
dono ka mel na milta hai dono ka mel na milta hai
tum bandh rahe is dunia ko tum bandh rahe is dunia ko
kanuno ki janjiro ko sang jod rahe dil se dil ko
pyar ki chand lakiro se dunia ki hukumat chaho tum
topo se bamo se goli se hamne to dilo pe hai raz kiya
hamne to dilo pe hai raz kiya apni geeta ki boli se
apni geeta ki boli se apni geeta ki boli se
tum paschim ho hum purab hai
dono ka mel na milta hai dono ka mel na milta hai

tum dhund rahe ho tum dhund rahe ho
nari ke naino me yowan ka naritan tum dhund rahe ho
nari ke naino me yowan ka naritan hum dhund rahe hai nari ke
hariday me mamta ka bachpan hum dhund rahe hai nari ke
hariday me mamta ka bachpan tum jhum rahe tum jhum rahe
madira pee ke ras lete ho manas ki boti me
hum pet bhare do roti me hum pet bhare do roti me
or khush hai ek langoti me or khush hai ek langoti me

tum paschim ho hum purab hai
dono ka mel na milta hai dono ka mel na milta hai
tumme hamme ek farz bada jo lakh milane se mil na sake
purab ka himalay paschim ki aandhi ke thapedo se hil na sake
paschim me suraj kabhi ug na sake
purab me suraj kabhi dhal na sake
tum ji na sako tum ji na sako hum mar na sake
vidhi ka vidhan badal na sake
tum bakshak hai tum bakshak hai hum rakshak hai
ye sang kabhi na falta hai
ye sang kabhi na falta hai ye sang kabhi na falta hai
lyrics of song Tum Paschim Ho Hum Purab Hai
Comments on song "Tum Paschim Ho Hum Purab Hai"
Dr.Pradip Singh Chaudhry on Saturday, December 14, 2013
great patriotic song.!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Navrang (1959)
Mahipal, Sandhya, Agha, K Date, Vandana, Ulhas, Vatsala, Deshmukh, Chandrakant, Baburao PendharkarAsha Bhosle, Bharat Vyas, C Ramachandra, Mahendra Kapoor, Manna DeyBharat VyasC RamachandraV ShantaramRaj Kamal (2)Navrang at IMDB      Navrang at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type