tum sharabi ho badi shan se kahte ho tum
khake jhuthi kasam se kahte ho tum
main jo peete nahi jeete nahi mar jate hain
baat shaitan ki inshan se kahte ho tum
peete hain jo milake jawani sahrab me
peete hain jo milake jawani sahrab me
bhule hain zindgi ki kahani sharab me
peete hain jo milake jawani sahrab me
bhule hain zindgi ki kahani sharab me
peete hain jo milake jawani sahrab me
sharab me, sharab me
peete hain jo milake jawani sharab me
peete hain jo milake jawani sahrab me
peete hain jo milake jawani sahrab me
peene walo ko ye diwana bana deti hai
akl ko hosh se begana bana deti hai
bewafa hai ye tere sath karegi na wafa
iski aadat hai sitam aur hai fitrat me zafaa
iako dilwar na samajh iski adaao pe na ja
jeb ho jayegi kahli to karegi ye daga
teri zajbaat ko pabal ye kar dalegi
aaj pa legi magar kal ye tujhe talegi
peete hain jo milake jawani sharab me
peete hain jo milake jawani sharab me
bhule hain zindgi ki kahani sharab me
tu ise peeke bahak jayega
raaz e raaj na rah payega
tujhko aiyaas bana degi sharab
sabki nazro se gira degi sharab
tandrusti na rahegi baaki
fir kahega ki bura hai saaki
rah na jayega badan par kabu
royega apni jawani par tu
peete hain jo milake jawani sharab me
peete hain jo milake jawani sharab me
bhule hain zindgi ki kahani sharab me
peete hain jo milake jawani sharab me
sharab me, sharab me
peete hain jo milake jawani sharab me
peete hain jo milake jawani sahrab me
peete hain jo milake jawani sahrab me
peete hain jo milake jawani sahrab me