sadiyo se tumhe pyar karte aa rahe hai hum
ab aaj mere pyar ki jarurat nahi tumhe
kaise jalim ho itne sangdil kaise beiman
jane dil ko kahte ho jaan ki jarurt nahi tumhe
mar jaungi aisa na kaho
tum to meri jaan ho tum to meri jaan ho
tum to meri jaan ho tum to meri jaan ho
gujare huye lamho ki tum aakhiri pahchan ho
gujare huye lamho ki tum aakhiri pahchan ho
kyun mujhko rulate ho kyun dil ko dukhate ho
kyun bat badhate ho kyun jaan jalate ho
kyun mujhko rulate ho kyun dil ko dukhate ho
kyun bat badhate ho kyun jaan jalate ho
sab raj jante ho fir bhi tum anjan ho
gujare huye lamho ki tum aakhiri pahchan ho
tum to meri jaan ho tum to meri jaan ho
gujare huye lamho ki tum aakhiri pahchan ho
gujare huye lamho ki tum aakhiri pahchan ho
dil dhoondta hai dil dhoondta hai
dil dhoondta hai dil dhoondta hai
gar mera yaha par rahna tumko manjur nahi hai
gar pyar naya saja kar ghar ko aabad karoge
gar mera yaha par rahna tumko manjur nahi hai
gar pyar naya saja kar ghar ko aabad karoge
ab main bhi janam tum se dur chali jaungi
sasiyo ke rishte ko main bhul ke so jaungi
bhul ke so jaungi bhul ke so jaungi