tumhare naam se babasta jab se naam hua 
tumhare naam se babasta jab se naam hua 
hamara jikra bhi subha shaam hua 
tumhare naam ka babasta jab se naam hua
hamara jikra bhi subha shaam hua 
tumhare naam se babasta
tamam umar mere sath sath chalta raha 
tamam umar mere sath sath chalta raha 
ajib sakhs tha rutha 
na ham kalam hua tamam umar sath sath chalta raha 
ajib sakhs tha rutha na ham kalam hua 
ajib sakhs tha rutha na ham kalam hua 
hamara jikar bhi mahfil me subha shaam hua
tumhare naam se babasta
charag le ke hame log dhundne nikle  
charag le ke hame log dhundne nikle 
charag le ke hame log dhundne nikle 
hamare bad wafao ka ahatemam hua 
hamare bad wafao ka ahatemam hua
hamara jikar bhi mahfil me subha sham hua 
tumhare naam se babasta 
tamam raat andhere me kat gyi anwar
tamam raat andhere me kat gyi anwar 
sahar huyi to charago ka ahatemam hua 
sahar huyi to charago ka ahatemam hua  
hamara jikar bhi mahfil me subha sham hua 
tumhare naam se babasta