tumhari jafayein hamari wafayen
barabar ki chote barabar sadaye
mohabbat ki baaji me jab lutaf aaye
na tum maat khao na hum maat khaye
tumhari jafayein
wo masum hokar mujstam gazab hai
wo masum hokar mujstam gazab hai
ada unki khud unko kyu kar dikhaye
maja jab hai bijli gire unke dil par
wo jab aayine main kabhi muskuraye
maja jab hai bijli gire unke dil par
wo jab aayine main kabhi muskuraye
tumhari jafayein
pareshan kyu aap hote hai mujhse
pareshan kyu aap hote hai mujhse
mujhe aap se koi shikwa nahi hai
mai dil ko inayat ke kabil bana lu
to fir sochte wo mujhe aajmaye
tumhari jafayein
udhar naaje bheja idhar paate gairat
udhar naaje bheja idhar paate gairat
nigaho me dono ke paigame ulfat
magar naaj kya hai ye sarte mohabbat ke
wo humse hum unse daman bachaye
mohabbat ki baaji me jab lutaf aaye
na tum maat khao na hum maat khaye
tumhari jafayein