hajaro aandhiya aaye, hajaro bijaliya chamke
kabhi sathi ko tanha, rah me chhod a nahi karte
tumhe apna sathi banane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
meri jaan mujhko bahut sochana hai
tumhe apna sathi banane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
meri jaan mujhko bahut sochana hai
mohabbbat ki dunia basane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
tumhe apna sathi banane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
meri jaan mujhko bahut sochana hai
kaha se mai launga resam ki sadi
ye bangla ye motar nahi le sakunga
mera dil hi bas ek meri milkiyat hai
jo chaho to bas mai yahi de sakunga
magar dil ki dhadkan sunane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
tumhe apna sathi banane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
meri jaan mujhko bahut sochana hai
ye rangin yara hade jindagi ki
ye rangin yara hade jindagi ki
bahut kuchh tumhe has ke khona padega
kabhi meri gurbat ne aasu diye to
tumhe bhi sath rona padega
magar sath rulane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
tumhe apna sathi banane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
meri jaan mujhko bahut sochana hai
mai darta hu us din ki ruswayiyo se
mai darta hu us din ki ruswayiyo se
kahi pyar par apne dunia hase na
mohabbat ka ho nam badnam hamse
jamana kahi hum pe tane kase na
sitaro kli mahfil sajane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
tumhe apna sathi banane se pahle
meri jaan mujhko bahut sochana hai
meri jaan mujhko bahut sochana hai
mohabbat jinhe ho gayi ho kisi se
mohabbat jinhe ho gayi ho kisi se
mohabbat ka anzam kab sochte hai
ye aisa suhana safar hai
jisme hazaro hai nakam kab sochte hai
charage wafa apne hatho me lekar
mohabbat ki raho me jo chal pade hai
baiya ba me hogi ke sahara me hogi
kaha hogi ab sham kab sochte hai
kaha hogi ab sham kab sochte hai
mohabbat ke maro ko ab or eye dil
satayenge kya sakhtiya jindagi ki
jinhe thak ke nind aa gayi patharo par
wo dunia ka ayam kab sochte hai
ye insan kya hai khuda ke bhi aage
kabhi pyar dunia me jhukta nahi hai
pyar kabhi bhi jhukta nahi hai
mohabbat hi jinki khuda ban chuki hai
kisi or ka nam kab sochte hai
mohabbat jinhe ho gayi ho kisi se
mohabbat ka anzam kab sochte hai
mohabbat ka anzam kab sochte hai
I am also a big music fan but I would like to correct you,Mohd Aziz never
copied Shabbir kumar as he was a hardcore follower of Rafi
Saheb,fortunately he got the chance to sing for Amitabh Bachchan and tha t
song made him a house hold name,after few songs he was a favorite of Laxmi
Pyare and sung 100's of hits, honestly speaking is Mohd Aziz is par from
Shabbir Kumar.As S K often miss the Sur.I would like to share that In
Binaca Geet Mala March1986 there was 13 songs out of 16 of Mohd Aziz.