Lyrics of Tumhe Dil Se Chaha Tumhe Dil Diya Hai - तुम्हें दिल से चाहा तुम्हें दिल दिया है
tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
ye wada karo ke bhula to na doge
tumhi tum ho meri nigaho me lekin
nigaho se mujhko gira to na doge
tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
ye wada karo ke bhula to na doge
tumhi tum ho meri nigaho me lekin
nigaho se mujhko gira to na doge
tera khyal teri hi bat
rahte hai dil me din ho ke rat
tera khyal teri hi bat
rahte hai dil me din ho ke rat
kahi mujhko iski saja to na doge
tumhi tum ho meri nigaho me lekin
nigaho se mujhko gira to na doge
tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
ye wada karo ke bhula to na doge
dharti me hai khushio ka raz
ek geet mitha sa jiwan hai aaj
dharti me hai khushio ka raz
ek geet mitha sa jiwan hai aaj
bharam hi sahi par mita to na doge
tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
ye wada karo ke bhula to na doge
tumhi tum ho meri nigaho me lekin
nigaho se mujhko gira to na doge
ghirke jab aayegi jiwan ki sham
kho jayega jab fasana tamam
ghirke jab aayegi jiwan ki sham
kho jayega jab fasana tamam
jala deep man ka bujha to na doge
tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
ye wada karo ke bhula to na doge
tumhi tum ho meri nigaho me lekin
nigaho se mujhko gira to na doge
Suman and Rafi have sung such a delicate masterpiece. Rafi as usual is
better than perfect. The great surprise is Suman.her voice is sweeter than
Lata and she gives more moorkian so effortlessly than Lata. She also has a
higher range than Lata. The music composers of her era must be tone deaf
and mediocre for not giving her the majority of their music.