tune churaaya hai dil mera
ab to ho gaya hai jeena mushkil mera
tune churaya hai dil mera
ab to ho gaya hai jeena mushkil mera
meri saanso me hai bas tu hi tu
jaha bhi dekhu mujhko najar aaye tu
kaisa ye jaadu tera chal gaya
nind gayi mera chain gaya
tune churaya hai dil mera
ab to ho gaya hai jina mushkil mera
teri yaad mujhe tadpaaye
tera chehra aankho me chhaaye
teri julfo ki khushbu
meri saanso ko bhi mahkaaye
tere bin jina mushkil hai o jaana
kyu ho gaya hai ye pagal diwana
jaagu na sou bas tumko hi sochu
meri baaho me aa jana, phir kabhi na jana
khud se hi bekhabar kiya
mujhko jo tune chhu liya
tune churaya hai dil mera
ab to ho gaya hai jeena mushkil mera
meri saanso me hai bas tu hi tu
jaha bhi dekhu mujhko najar aaye tu
kaisa ye jaadu tera chal gaya
nind gayi mera chain gaya
tune churaya hai dil mera
ab to ho gaya hai jina mushkil mera
pyar ho gaya hai mujhko ye dil de diya hai tumko
kya hai din kya hai raat ab
khabar hi nahi hai kuch bhi mujhko
dil ye diwana tumpe marta hai
hontho pe tera hi naam marta hai
khwabo me aana dil me samana
maine ye mana ki tu hi hai meri janejana
man ye mera machal gaya tere pyar me jal gaya
tune churaya hai dil mera
ab to ho gaya hai jeena mushkil mera
meri saanso me hai bas tu hi tu
jaha bhi dekhu mujhko najar aaye tu
kaisa ye jaadu tera chal gaya
nind gayi mera chain gaya
tune churaya hai dil mera
ab to ho gaya hai jina mushkil mera