tune mera maine tera dil le liya
tune mera maine tera dil le liya
do nain mila ke haye re deewana kar diya
haye re deewana kar diya
tune mera maine tera dil le liya
do nain mila ke haye re deewana kar diya
haye re deewana kar diya
aaj ruk ja deewane yahi hai apni marji
pyar ki raho mein aur chaho mein aisi kya jaldi
aaj ruk ja deewane yahi hai apni marji
pyar ki raho mein aur chaho mein aisi kya jaldi
karo naa yu ishara liya kyo dil hamara
bata do bata do kab kaha aur kaise
tune mera maine tera dil le liya
tune mera maine tera dil le liya
do nain mila ke haye re deewana kar diya
haye re deewana kar diya
baat sun ke bedardi firu main ghayal hirni
baat sun ke bedardi firu main ghayal hirni
chandni raato mein barsato mein lahrati gati
baat sun ke bedardi firu main ghayal hirni
chandni raato mein barsato mein lahrati gati
ye kaisa teer chalaya najar na hamko aaya
bata do bata do kab kaha aur kaise
tune mera maine tera dil le liya
tune mera maine tera dil le liya
do nain mila ke haye re deewana kar diya
haye re deewana kar diya
bhikh de do ulfat ki bharo ji dil ki jholi
pyar ki rani hu deewani hu main aisi bholi
bhikh de do ulfat ki bharo ji dil ki jholi
pyar ki rani hu deewani hu main aisi bholi
ye kaisi aag lagai khili hai dil ki jholi
bata do bata do kab kaha aur kaise
tune mera maine tera dil le liya
tune mera maine tera dil le liya
do nain mila ke haye re deewana kar diya
haye re deewana kar diya
Beautiful melodious composition, nice picturization on Nanda.