is jahan mein kab kisi ka dard apnaate hain log
rukh hawa ka dekhkar aksar badal jate hai log
tune waqt ae raqeeb mere tune waqt ae naseeb mere
kiya besahara mujhe dost banke maara mujhe
jindagi ko ruswa kiya har kadam pe dhokha diya
tune waqt ae raqeeb mere tune
na koi armaan na koi aasha ban gaya main to ek tamasha

har tamanna har khushi ko maar dala haan tune
tune waqt ae raqeeb mere tune waqt ae naseeb mere
kiya besahara mujhe dost banke maara mujhe
jindagi ko ruswa kiya har kadam pe dhokha diya
tune aisa khel rachaya meri najar se mujhko giraya

gardisho ki aag mein sab phoonk dala haan tune
tune waqt ae raqeeb mere tune waqt ae naseeb mere
kiya besahara mujhe dost banke maara mujhe
jindagi ko ruswa kiya har kadam pe dhokha diya
tune waqt ae raqeeb mere tune tune tune
tune waqt ae naseeb mere tune tune tune
tune tune tune tune tune tune
kaise batau main aaj kya hun jinda hun lekin jalti chita hun

de ke dolat de ke shohrat chain chhina haan tune
tune waqt ae raqeeb mere tune waqt ae naseeb mere
kiya besahara mujhe dost banke maara mujhe
jindagi ko ruswa kiya har kadam pe dhokha diya tune