rone se nahi haasil kuch ae dil ae saudai
ankhon ki bhi barbadi daaman ki bhi ruswai
hum log samandar ke bichhde hue sahil hai
us paar bhi tanhai is paar bhi tanhai hai
toote hue khwabo ki chubhan kam nahi hoti

ab ro ke bhi ankhon ki chubhan kam nahi hoti

honthon se piye chahe nigaaho se churaye

jaalim jaalim jaalim
teri khushboo ae badan kam nahi hoti
jaalim teri khushboo ae badan kam nahi hoti
ab ro ke bhi ankhon ki chubhan kam nahi hoti
toote hue khwabo ki chubhan kam nahi hoti
milna hai to mil jao yahi hashr mein kya hai

ek umar ek umar mere wada shikan kam nahi hoti
ek umar mere wada shikan kam nahi hoti
ab ro ke bhi ankhon ki chubhan kam nahi hoti
toote hue khwabo ki chubhan kam nahi hoti
kitne bhi ghanere ho teri zulf ke saaye
kitne bhi ghanere kitne bhi ghanere
kitne bhi ghanere ho teri zulf ke saaye
kitne bhi ghanere ho teri zulf ke saaye
ek rat mein ek rat mein
ek rat mein sadiyo ki thakan kam nahi hoti