phanus banake jisaki heefaajat hawa kare
woh shamaa kya bujhe jise roshan khuda kare
tute huye dilo ki dua mere saath hai
tute huye dilo ki dua mere saath hai
duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai
khuda mere saath hai khuda mere saath hai
dua mere saath hai
duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai
khuda mere saath hai khuda mere saath hai
aawaaz ghunghru ki nahi hai to kya hua
aawaaz ghunghru ki nahi hai to kya hua
aawaaz ghunghru ki nahi hai to kya hua
saagar ke tutne ki sada mere saath hai
saagar ke tutne ki sada mere saath hai
duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai
khuda mere saath hai khuda mere saath hai
tanhai kisko kehte hain mujhko pata nahi

kya jaane kis hasin ki dua mere saath hai
kya jaane kis hasin ki dua mere saath hai
duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai
khuda mere saath hai khuda mere saath hai
paimaana saamane hai to kuch ghum nahi nizaam

ab dard-e-dil ki koi dawa mere saath hai
ab dard-e-dil ki koi dawa mere saath hai
duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai
khuda mere saath hai khuda mere saath hai
tute huye dilo ki dua mere saath hai
duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai
khuda mere saath hai khuda mere saath hai
khuda mere saath hai khuda mere saath hai
*Jane phir kyoun**
khud ko mujh se juda kia os ny
jo na karna tha wo kia os ny
yaad karne se jb bhi yaad aaoun
aisa mujh ko bhula diya os ny
may tu bs waqt ki zarorat hon
mujh ko akhir bata diya os ny
apne hatho se khud likh k mujhe JAAAN
jane phir kyou mita diya os ny..S,KHANS