dekh kah deta hu ha
tutegi kalai phir hogi na sagai
dal nahi payegi varmala
ho didi kaise banunga main sala
ho didi kaise banunga main sala
tutegi kalai phir hogi na sagai
tutegi kalai phir hogi na sagai
dal nahi payegi varmala
ho didi kaise banunga main sala
ho didi kaise banunga main sala
degi duniya umar bhar ye tane
degi duniya umar bhar ye tane
bahna ke chot aai bhai ke bahane
bahna ke chot aai bhai ke bahane
ho chhota bhai bhi chhote dilwala
ho didi kaise banunga main sala
ho didi kaise banunga main sala
ruth rahogi tum main bhi ruth jata hu
nahi main chhupata hu saaf batlata hu
ruth rahogi tum main bhi ruth jata hu
nahi main chhupata hu saaf batlata hu
ho dhundunga be ? balam tera kala
ho didi kaise banunga main sala
ho didi kaise banunga main sala
aai hansi hontho pe, dekh tham tham ke
aai hansi hontho pe, dekh tham tham ke
laddu man me fut rahe shadi ki sun ke
laddu man me fut rahe shadi ki sun ke
ho daal me lage hain kuchh kala
ho didi kaise banunga main sala
ho didi kaise banunga main sala
tutegi kalai phir hogi na sagai
dal nahi payegi varmala
ho didi kaise banunga main sala
ho didi kaise banunga main sala