Lyrics of Uff Sambhal Ke Chalo Jaana Varna Gir Jayogi - उफ़ संभल कर चलो जाना वरना गिर जाओगी
uff sambhal kar chalo jana warna gir jaogi
jawani mast hai dagar jara sambhal ke chalo

ye bekhudi ka hai safar jara sambhal ke chalo

aji dupatta kahi hai jara bhi hosh nahi hai
kadam hai bahke hue se khyal or kahi hia

tumhara dhyan hai kidhar jara sambhal ke chalo
tumhara dhyan hai kidhar jara sambhal ke chalo
ye bekhudi ka hai safar jara sambhal ke chalo
jawani mast hai dagar jara sambhal ke chalo
na bhago hamse hasina zara to thahro hasina
tumhari rah pe hum hai tumhare sath hai jina

ye tumpe kiska hai asar jara sambhal ke chalo

jara sambhal ke chalo sambhal ke girna nahi
sambhala kar chalo jana warna gir jaogi, girna nahi

Thanks Amitajai for this beautiful song also. Shashi Kapoor was very
romantic in his movies and he was the only kapoor who remained boyish in
most of his movies.