ulfat ke dard ka, kabhi maza lo
ulfat ke dard ka, kabhi maza lo
dil chahe aur ho, jara aur ho
dil chahe aur ho, jara aur ho
ulfat ke dard ka, kabhi maza lo
ulfat ke dard ka, kabhi maza lo
ratiyo ko ghadi ghadi, nindiya se jagna
jara si aahat pe it ut bhagna
ratiyo ko ghadi ghadi, nindiya se jagna
jara si aahat pe it ut bhagna
ye dard suhana, is dard ko pa lo
ye dard suhana, is dard ko pa lo
dil chahe aur ho, jara aur ho
dil chahe aur ho, jara aur ho
ulfat ke dard ka, kabhi maza lo
ulfat ke dard ka, kabhi maza lo
thandi thandi aaho me bhi
sach kahu kuch aisa maza aye
thandi thandi aaho me bhi
sach kahu kuch aisa maza aye
jiya chahe nikle, lab se
ghadi ghadi haye haye
jiya chahe nikle, lab se
ghadi ghadi haye haye
jo dard mujhe hai wo dard ho sabko
jo dard mujhe hai wo dard ho sabko
dil chahe aur ho, jara aur ho
dil chahe aur ho, jara aur ho
ulfat ke dard ka, kabhi maza lo
ulfat ke dard ka, kabhi maza lo
At last got some information abt the film.
“Chanda Ki Chaandni”(1948) was directed by S S Vasan for Gemini Combines.
The movie had M. K. Radha, Yashodhara Katju, Sundari Bai, V. N. Janki, H.
Krishnamurthy, Ranjan, L. Narayan Rao, S. Pillai, T. R. Rajkumari etc