uske hotho pe
uske hotho pe kuch kanpata rah gaya
uske hotho pe kuch kanpata rah gaya
uske hotho pe kuch kanpata rah gaya
aate aate mera naam sa rah gaya
wo mere samne, wo mere samne hi gaya
aur main raste ki tarah dekhta hi rah gaya
raste ki tarah dekhta hi rah gaya
raste ki tarah dekhta hi rah gaya
raste ki tarah dekhta hi rah gaya
aate aate mera naam sa rah gaya
jhunth wale kahi se kahi badh gaye
jhunth wale kahi se kahi badh gaye
jhunth wale, jhunth wale kahi se kahi badh gaye
jhunth wale kahi se kahi badh gaye
aur main tha ki sach bolta rah gaya
aur main tha ki sach bolta rah gaya
aur main tha ki sach bolta rah gaya
aate aate mera naam sa rah gaya
aandhiyo ke irade to achhe na the
aandhiyo, aandhiyo ke irade to achhe na the
aandhiyo ke irade to achhe na the
ye diya , ye diya kaise jalta hua rah gaya
ye diya kaise jalta hua rah gaya
ye diya, ye diya kaise jalta hua rah gaya
aate aate mera naam sa rah gaya
uske hotho pe kuch kanpata rah gaya
aate aate mera naam sa rah gaya
raestey ki tarah dekh ta rah gaya