uski baari jo thi wo chal diya
uski baari jo thi wo chal diya
aur kal hogi baari hamari
to hum bhi chale jayenge
uski baari jo thi wo chal diya
aur kal hogi baari hamari
to hum bhi chale jayenge
boj jiska kabhi to uthaya nahin
apne seene se jisko lagaya nahin
boj jiska kabhi to uthaya nahin
apne seene se jisko lagaya nahin
ab ke jab boj hi boj reh gaya
usko seene se apne laga bhi liya
khud ke kandho pe usko utha bhi liya
aur utha kar use le chale hai waha
aur utha kar use le chale hai waha
jis jagah se koi wapas aata nahin
uski baari jo thi wo chal diya
aur kal hogi baari hamari
to hum bhi chale jayenge
zindagi to chamakti hai ummid se
jab na ummid ho zindagi bhi nahin
zindagi to chamakti hai ummid se
jab na ummid ho zindagi bhi nahin
kabr tak zindagi ka tu daman na chhod
apne ek ek pal se tu sadiya na chhod
uski baari jo thi wo chal diya
aur kal hogi baari hamari
to hum bhi chale jayenge
zindagi to chamakti hai ummid se
jab na ummid ho zindagi bhi nahin
jab na ummid ho zindagi bhi nahin
jab na ummid ho zindagi bhi nahin.