kamaale jabt ko khud bhi to aajmaungi
kamaale jabt ko khud bhi to aajmaungi
main apne hath se uski dulhan sajaungi
kamaale jabt ko khud bhi to aajmaungi
sukard karke use chandani ke hatho me
sukard karke use chandani ke hatho me
main apne ghar ke andhero ko laut aaungi
main apne hath se uski dulhan sajaungi
ab uska fan to kisi aur se hua mansub
ab uska fan to kisi aur se hua mansub
main kiski najam akele me gungunaungi
main apne hath se uski dulhan sajaungi
jawaz dhundh raha tha nayi mohabbat ko
jawaz dhundh raha tha nayi mohabbat ko
wo kah raha tha ke main usko bhul jaungi
main apne hath se uski dulhan sajaungi
kamaale jabt ko khud bhi to aajmaungi
kamaale jabt ko khud bhi to aajmaungi
main apne hath se uski dulhan sajaungi
dulhan sajaungi, dulhan sajaungi