uski hai jisne ye ada ki hai 
uski hai jisne ye ada ki hai 
ruh pyasi meri khuda ki hai 
uski hai jisne ye ada ki hai 
ruh pyasi meri khuda ki hai 
uski hai jisne ye ada ki hai 
samma se dil lagaye parwana 
kuch na mane kisi ki diwana 
samma se dil lagaye parwana 
kuch na mane kisi ki diwana 
bahte pani ko kaun roke 
mil jayega wo sagar se 
ye kashis sab me hi bala ki hai 
uski hai jisne ye ada ki hai 
jisko jisse lagav hota hai 
uski taraf hi khichav hota hai 
jisko jisse lagav hota hai 
uski taraf hi khichav hota hai 
fitrat kabhi bhi badalti nahi 
ye chaal koi bhi chalti nahi 
ye to sacchai ek sada ki hai 
uski hai jisne ye ada ki hai 
ruh pyasi meri khuda ki hai 
uski hai jisne ye ada ki hai 
uski hai jisne ye ada ki hai