uzr aane me bhi hai
uzr aane me bhi hai
aur pas bulaate bhi nahi
uzr aane me bhi hai
aur pas bulaate bhi nahi
baise karke mulaakaat
bataate bhi nahi
uzr aane me bhi hai
khub parda hai ki
chilaman se lage baithe hain
khub parda hai ki
chilaman se lage baithe hain
saaf chhupte bhi nahi
saaf chhupte bhi nahi
saamne aate bhi nahi
saaf chhupte bhi nahi
saamne aate bhi nahi
uzr aane me bhi hai
ho chuka qataa taalluq to
jafaayen kyun ho
ho chuka qataa taalluq to
jafaayen kyun ho
jinko matlab nahi
jinko matlab nahi
rahta wo sataate bhi nahi
jinko matlab nahi
jinko matlab nahi
rahta wo sataate bhi nahi
uzr aane me bhi hai
zist se tag ho e daag to
jeete kyun ho
jaan pyaari bhi nahi
jaan pyaari bhi nahi
jaan se jaate bhi nahi
jaan pyaari bhi nahi
jaan se jaate bhi nahi
uzr aane me bhi hai
paas bulate bhi nahi
uzr aane me bhi hai
what a romanticism! the heavenly call in the earth! a blood from bain or
heart is flowing out and writes.?