Video of this song from youtube
Average Rating : 4.24
Total Vote(s) : 90
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Veriya Ve Ho Kiya Kya Kasoor Maine Tera Ve - वैरिया वे हो किया क्या कसूर मैंने तेरा वे
jiniya tenu der lagiya tenu ek lage to tu jane
gulam phariba dil othe daiye, jithe agala kadar bhi jane
vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we
vairiya we
chahe jo saluk kar mujhe manjur par, jurm jarur das mera ve
vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we
vairiya we

ankhiyo me bas ke ankhiyo se das ke
leta nahi has ke salam tu
itna to kam kar mujhe badnam kar, koi bhi lagake ilzam tu
kar kuch bahana konsa na mana, hukum huzur das tera we
vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we
vairiya we

acha kiya tune tod diya tune, dil mera bada magrur tha
apni wafa pe sharam haya pe, kabhi mujhe itna gurur tha
kadmo me tere rakh diya sar le, tuta gurur bas mera we
vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we
vairiya we

yaha nahi chalta jor dilo ka, yaha dastur chalte hai
gal sun sajna chal mere balma, dunia se dur chalte hai
yaha nahi rahna itna tu kahna, kar manjur bas mera we
vairiya we ho kiya kya kusur maine tera we
vairiya we, vairiya we
vairiya we, vairiya we
lyrics of song Veriya Ve Ho Kiya Kya Kasoor Maine Tera Ve
Comments on song "Veriya Ve Ho Kiya Kya Kasoor Maine Tera Ve"
Niall Ali on Sunday, February 09, 2014
Really a very nice song. Lyrics wonderful, music amazing and acting mind
blowing. Don't have words to describe this song. 
TheKhurrami on Wednesday, September 05, 2012
Humen achi nhi Lgti Kisi Mosum ki Shadabi,
Tumhein Bs Apni Sansoon mein Bsana Chahty hain Hum,
...
Indu Puri on Sunday, February 17, 2013
schmuch bahut hi pyara gana hai yh!
Amalik Malik on Sunday, November 29, 2015
Very nice
beautiful
Amalik Malik on Sunday, November 29, 2015
Very nice
beautiful
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Naam (1986)
Kumar Gaurav, Poonam Dhillon, Sanjay Dutt, Amrita Singh, Paresh Rawal, Nutan, Akash Khurana, Ram Mohan, Ghanshyam, Kamal Deep, Pankaj Udhas, Gurbachan, Ashutosh Gowariker, Rita Rani Kaul, Mohan Sherry, Shehnaz Anand, Poornima, Praveen Sood, Dharmesh Tiwari, Rajesh Singh, Kamal ChopraKavita Krishnamurthy, Lata Mangeshkar, Manhar Udhas, Mohammad Aziz, Pankaj UdhasAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalMahesh BhattKumar Gaurav, Rajendra KumarNaam at IMDB      Naam at WikipediaNaam at YouTube     |    Naam at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type