yahi man ganga, yahi man yamuna
yahi man nark ke dwaar
yahi manwa vich duniya samaye
yahi man deta dukh hajaar
haar jate hain jitne wale
jeet jate hain harne wale
ho haar jate hain jitne wale
jeet jate hain harne wale
haar jate hain jitne wale
jeet jate hain harne wale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
saathi chhuta sab kuch chhuta
ro raha hai aasmaa
saathi chhuta sab kuch chhuta
ro raha hai aasmaa
pal me sab kuch badal jayega
koun yaha aur koun waha
wahi ek jane wahi pahchane
wahi ek khel khilane wale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
ek panchhi aur dali kitni
koun pe hoga basera
ho ek panchhi aur dali kitni
koun pe hoga basera
janat hai bas ek vidhata
kis pe hak hai tera
tan ki chunri ho gai gudri
ho tan ki chunri ho gai gudri
koi nahi tujhe janne wale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
nadiya ke do paat mile
vyrth bahe sab dhaare me
ho nadiya ke do paat mile
vyrth bahe sab dhaare me
jo hona tha wahi bhyaa
naiya lagi kinare me
koi ye mane chaahe na mane
ho koi ye mane chaahe na mane
wahi ek raah dikhane wale
vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale
ho vidhata tere khel hain nirale
vidhata tere khel hain nirale