visnu ek hai bhkto ke hit rup anek dhare
keshaw kripa sindhu karunamye jai jagdish hare
gaao re gun gaao hri ke jo dukh dur kre hre
gaao re gun gaao hri ke jo dukh dur kre hre
jai jagadish hare jai jagdish hare
ek diwaj svayambhu muni tarpan karte the jal me
ek nanhi si min tbhi aayi unki anjali me
aur wo machli boli rakhsa kijiye mujhe jal me na fekiye
jal ke bhyanak jiw jantu mujhe kha jayege
meri rkchha kijiye mharaj
dya dhrm ka mul smjh kar man me dya dikhayi
par choti si min ne apni deh turnt bdhayi
chli ma apne mahasindhu me hai kitni gehrayi
jal me hone lagi prlaye noka padi dikhayi
aur fir saptrishi aur sansar ke sare bijo ko lekar
manu mharaj usi naav me baith gaye
fir prgti wah min usi ki sindh se bandhi naiya
uski naav kabhi na dube jiske prbhu hai khewaiya
mdhu ketavh ajer detyu ka kisi mchh ne mara
vedon udhar hua brmha ne punh rcha jag sara
hare murari madhu ketware he nath narayan wasudewa
jal ke mahaprlay me jo hari mchh swrup dhare
wahi prbhu dukh ke sagar se sabko par kare
visnu puran sune jo koi wo bhav sindhu tare
keshaw kripa sindhu karunamye jai jagdish hare
gaao re gun gaao hari ke jo dukh dur kre jai jadish hare
hare jai jagdish hare hare jai jagdish hare
hare jai jagdish hare hare jai jagdish hare
jagdish hare jagdish hare jagdish hare jagdish hare
gaao re gun gaao hari ke jo dukh dur kare
gaao re gun gaao hari ke jo dukh dur kare
hare jai jagdish hare jai jagdis hare