dahka dahka sa lawa bahta tan man me sara
chhalka sayam ka pyala samay ne pukara
vishwarup vishwarup vishwarup
jwala mukhi si jwala
dahka dahka sa lawa bahta tan man me sara
chhalka sayam ka pyala samay ne pukara vishwarup
kaun hai aur kya hai wo khud se bhi to juda hai wo
shakti ka rag hai wo bhadke to bas aag hi aag hai wo
roke se rukta nahi sar uska hai jhukta nahi
talwar hai teer hai wo har jug me
veero ka veer hai wo
dahka dahka sa lawa bahta tan man me sara
chalka sayam ka pyala samay ne pukara vishwarup
jadu banke hai chalta ek pal me hai sambhalta
karodh ka hai wo jharna agni ki hai wo dhara
vishwarup vishwarup vishwarup rup rup
vishwarup rup rup rup vishwarup rup rup rup
vishwarup rup rup rup vishwarup rup rup rup
dahka dahka sa lawa bahta tan man me sara
chalka sayam ka pyala samay ne pukara vishwarup
vishwarup vishwarup
jadu banke hai chalta ek pal me hai sambhalta
karodh ka hai wo jharna agni ki hai wo dhara
vishwarup vishwarup vishwarup rup rup
simte to jarra hai faile to aakash hai wo
koi todna chahe to uska sarav nash hai wo
kabhi naram ka jhoka hai kabhi jaise toofan hai wo
har rup nirala hai ek aisa insan hai wo
vishwarup rup rup rup vishwarup rup rup rup
vishwarup rup rup rup vishwarup rup rup rup
vishwarup rup rup rup
idhayam enbathu sadhai thaan endral erithalal thindruvidum anbin karuvi idhayam endral saavai vendruvidum- anbe sivam