Thumb | Song Heading | Singer | Composer | Lyricist | Actor | Film (Year) | Category |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Vo Chup Rahen To Mere Dil Ke Daag Jalate Hain 4.63 - 56 votes | Lata Mangeshkar | Madan Mohan | Rajinder Krishan | Bharat Bhushan | Jahan Ara (1964) | Ghazals, Mujra Songs |
Movie | Film Cast | Singer | Lyricist | Composer | Director | Producer | External Links | Video Links |
---|---|---|---|---|---|---|---|---|
Jahan Ara (1964) |
Bharat Bhushan, Mala Sinha, Shashikala, Prithviraj Kapoor, Sunder, Minu Mumtaz, Chandrashekhar, Achla Sachdev, Om Parkesh, Randhir Kapoor, Aruna Irani, Siddhu, Farida Jalal | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Talat Mahmood | Rajindra Krishan | Madan Mohan | Vinod Kumar | Light & Shade | Jahan Ara at IMDB Jahan Ara at Wikipedia | Jahan Ara at YouTube | Jahan Ara at YouTube - 2 |
Lyrics
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain (2)
Jo bát kar le háá ...
Jo bát kar le to bujhte čiráq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain
Kaho bujhen ke jalen
Hum apnī ráh čalen yá tumhárī ráh čalen
Kaho bujhen ke jalen
Bujhen to aise ke jaise kisī qarīb ká dil
Kisī qarīb ká dil
Jalen to aise ke jaise čiráq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain
Ye khoyī khoyī nazar
Kabhī to hogī idhar yá sadá rahegī udhar
Ye khoī khoī nazar
Udhar to ek sulagtá huá hai wīráná
Hay ek wīráná
Magar idhar to baháron main báq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain
Jo ašk pī bhī līye
Jo honť sī bhī līye do sitam ye kis pe kīye
Jo ašk pī bhī līye
Kučh áj apnī sunáo kučh áj merī suno
Kučh áj merī suno
Xamošīyon se to dil aur dimáq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain
Jo bát kar le to bujhte čiráq jalte hain
Wo čhup rahen to mere dil ke dáq jalte hain
EuroHindi Alphabet http://www.eurobaluchi.com/eurohindi/eurohindiAB.htm