dil ka bhola hai tabiyat ka bada hai sada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada
dil ka bhola hai tabiyat ka bada hai sada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada
dil ka bhola hai tabiyat ka bada hai sada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada
ho vadiye ishq se aaya hai mera shahjada
jab wo chalta hai to seene me dhamak hoti hai 
bat karta hai to shahnai si baj uthti hai
ek nazar dekh le jisko wo wahi tham jaye 
uski aankho me qayamat ki adaa hoti hai 
uski tarif uski tarif hakikat se hui kuch jyada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada 
haa vadiye ishq se aaya hai mera shahjada 
uski tasvir banane ko musavvir soche 
uspe likhne ko gazal waqt ka shayar soche
uski magrur jawani ke liye dariya kya 
shor karti hui maujo ka samandar soche
jab bhi milta hai jab bhi milta hai 
to khulta hai aadha aadha 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada 
haa vadiye ishq se aaya hai mera shahjada
mere mehmaan mujhe koi nishani deja 
jo kabhi khatam na ho aisi kahaani deja 
saari duniya se tere pyar me takrane ko 
mujhko behti hui dariya ki rawaani deja 
umar bhar sath umar bhar sath nibhaungi hai mera hai vada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada 
dil ka bhola hai tabiyat ka bada hai sada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada   
ho vadiye ishq se aaya hai mera shahjada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada 
vadiye ishq se aaya hai mera shahjada  
