aah nikli hai yaha
aah nikli hai waha
wah ri wah yeh aazaadiyan
aah nikli hai yaha
aah nikli hai waha
wah ri wah yeh aazaadiyan
teri ye ataari, teri ye zameenein
teri ye katari, teri ye lakeerein
ghar mera hai kahaa, bas ye bata
ho, aah nikli hai yahaa
aah nikli hai wahaan
wah ri wah yeh aazaadiyan
aazaadiyan, ho aazaadiyan
ho aazaadiyan, aazaadiyan
laadla lakdi ka jhula
saanwla mitti ka chulha
sohni mohni maa hai kaha
natkhati si meri galiyan
nazron ki chhupan chhupaiyan
gori gori baahein kaha
hai woh chhat taare kahan
hai woh chaubare kahan
ho, hai woh dariyan kinare kahaa
hind pe tha naaz jinko
hai woh kaha
aah nikli hai yahan, aah nikli hai wahan
wah ri wah yeh aazaadiyan
teri yeh dastak, teri yeh muthi
tujhko mubarak, teri yeh mitti
ghar mera hai kaha itna bata
ho, aah nikli hai yahaan
aah nikli hai wahaan
wah ri wah yeh aazaadiyan
aazaadiyan, ho aazaadiyan
ho aazaadiyan, aazaadiyan
reh gayi rassi pe chunri
reh gayi khunti pe kurti
reh gayi woh laaj kaha
reh gaya gummad mein allah
reh gaya furkat mein rabba
reh gaya woh ram kaha
hai harise woh kaha, hai karise woh kaha
pehle chaman woh bataao kaha
hind pe tha naaz jinko hai woh kaha
aah nikli hai yaha, aah nikli hai waha
wah ri wah ye aazaadiyan
teri yeh hukumat, teri yeh hidayat
teri yeh himakat,tujhko mubarak
ghar mera hai kahan sirf yeh bta
aah nikli hai yaha, aah nikli hai waha
wah ri wah yeh aazaadiyan
aazaadiyan, ho aazaadiyan, ho aazaadiyan, aazaadiyan
aazaadiyan, ho aazaadiyan, ho aazaadiyan
aazaadiyan