kise kehte hai shikwa aur kise fariyad kehte hai
nahi saheb nahi humko mubarakbaad kehte hai
sitam bhi aapka kuch kam nahi hai
ek nawazish hai
magar hum badnaisbo ki
magar hum badnaisbo ki
fakat itni gujarish hai
gujarish hai gujarish hai
ke wada nahi nahi nahi
wada nahi nahi nahi wada nahi
aahe nahi nahi wada nahi karte kisi se
wada nahi wada nahi karte kisi se
wada nahi, karte hai to nibhate hai
bhai wada nahi karte kisi se wada nahi
wada kisi se karna wada kisi se karna
aur ho kisi ka jana jana
wada nahi karte kisi se wada nahi
wada kisi se karna aur ho kisi ka jana
ye kam nahi hai jalim jalim dastur
ashiqana wada nahi karte kisi se wada nahi
karte hai to nibhate hai bhai wada
nahi wada nahi karte kisi se wada nahi
karte kisi se wada nahi
ye kissa hai purana gaya gujra zamana
kabhi tum the humare kabhi hum the tumahre
hui gairo si yari jagah thi jo humari
wo tumne cheen li hai badi toheen ki hai
kinare lake duboye hume tumne duboya
agar tum bewafa ho magar tum bekhata ho?
hui ye bhul humse hume marna tha gam se
zinda agar rahenge duniya se ye kahenge
mar jana zehar kha ke lekin na dil lagana
o jana wada nahi karte kisi se wada nahi
karte hai to nibhate hai bhai wada
nahi karte kisi se wada nahi
nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi
sabab humne na jana bana kar tum bahana
taluk tod aaye seher wo chhod aaye
nai duniya basa li nai mehfil saja li
khabar bheji na chithi bani sab dhul mitti
tumahri berukhi se sharafat ki kami se
hua ye pyar ruswa sare bazar ruswa
nazar humse milao kare hum kya batao
sajde me sar jhukaya rutha khuda manaya
tum ase humse ruthe ruthe mushkil hua manana
wada nahi karte kisi se wada nahi
nahi nahi wada nahi karte kisi se wada
nahi nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi
nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi
are yaar aisa kyon nahin hota.