ho dekhe mera khel jamaana ho jaaye diwaana re
waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat
ho bhi kya hu tune to ye abhi nahi jaana re
waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat
he apna jo waar hain bijali ki taar hain
kahaa bekaar hain teri to haar hain
chukega na dekh mera ye koi bhi nishana re
waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat
waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat
waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat
teri to
tu hain badi anaari main hu badi khiladi
bulbul tujhe banakar main ban gayi shikaari
tu bhi hain kitani bholi, ab band kar ye boli
ban jaaungi main warna banduk ki ye goli
dil ko ab thaam le tu, jeet ka naam na le
he haraana tay hain tera, fir ye iljaam na le
maane na tu maane mera kaam hain samjhana re
waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat
waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat
waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat
teri to
jo hain gurur tera main aaj tod dungi
paagal bana ke tujhko main aaj chhod dungi
meri jaan mere jalwe dekhe nahi hain tune
dharti pe tu kadi hain, chali aasmaan chhune
saamana kar tu mera, aise nahi josh me aa
kisse takraai hain tu, aa jara hosh me aa
lagata hai tu khel ko samajh pariyo ka fasaana re