Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Watan Se Chala Hai Watan Ka Sipahi
3.50 - 2 votes
Patriotic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Watan Se Chala Hai Watan Ka Sipahi - वतन से चला हैं वतन का सिपाही
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi
wo nare lagata hua wo jhande udata hua
wo nare lagata hua wo jhande udata hua
karega ye ab dushmano ki tabahi
karega ye ab dushmano ki tabahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi

krishan ka ye paigam zinda karega
krishan ka ye paigam zinda karega
ye pratap ka naam zinda karega
ye pratap ka naam zinda karega
rukega na hargiz junu ka sipahi
rukega na hargiz junu ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi

ye babar ki shamsheer lekar chala hai
ye babar ki shamsheer lekar chala hai
ye akbar ki takdir lekar chala hai
ye akbar ki takdir lekar chala hai
jidhar iska nigah udhar badshahi
jidhar iska nigah udhar badshahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi

abhi yad hoga wo abhimanyu veer
abhi yad honge wo luv kush ke teer
abhi yad hoga wo abhimanyu veer
abhi yad honge wo luv kush ke teer
humayu ne bachpan me mara tha sher
humayu ne bachpan me mara tha sher
hum bhi bahadur hai hum bhi daler
hum bhi bahadur hai hum bhi daler
dil hai bada aur chota hai raahi
dil hai bada aur chota hai raahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi
watan se chala hai watan ka sipahi
lyrics of song Watan Se Chala Hai Watan Ka Sipahi
Comments on song "Watan Se Chala Hai Watan Ka Sipahi"
Bhavesh Desai on Tuesday, January 21, 2014
Chand {26th May 1944}: Prem Adib, Begum Para, Sitara Devi Kanpuri, Sapru,
Ram Singh, Balakram, Beena Paul, Rane, Ganpatrao, Manajirao, Thakar,
Karhadkar, Bhide, Vatsala, Shaikh
Singers: G.M.Durrani, Zeenat Begum, Sitara Devi, Manju
Lyricist: Qamar Jalalabadi; Music Director: Husnlal Bhagatram
Producer: Prabhat Pictures / G.B.Ghanekar; Director: D.D.Kashyap
Bhavesh Desai on Tuesday, January 21, 2014
Playbak Singers: G.M.Durrani, Manju & Chorus
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Chand (1944)
ShashikalaZeenat Begum, G.M. Durrani, Sitara DeviQamar JalalabadiHusanlal BhagatramD.D. KashyapPrabhat Film CompanyChand at IMDB      Chand at YouTube     |    Chand at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type