Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Wo Aaj Ke Laila Aur Majnu - वो आज के लैला और मजनू
ye aaj ke laila aur majnu
yu mil kar bichhda
karte hai aen aen aen
ik haath se dil ko thhaamte hai
ik haath se dil ko thhaamte hai
ik haath se ta ta karte hai
ik haath se ta ta karte hai
ik haath se ta ta karte hai
ik haath se ta ta karte hai
ta ta ta ta ta ta ta ta ta ta
ik haath se ta ta karte hai

wo hero se mil kar heroine
kuchh gaane lagi
gaane lagi rone lagi
haan gaane lagi rone lagi haa
hum roz muhabbat ki dil mein
aankho mein utaara karte hai
aankho mein utaara karte hai
aankho mein utaara karte hai haa
aankho mein utaara karte hai
aankho mein utaara karte hai

kismet ne diya hai kya jhhaansaa
zaalim ki muhabbat ne phaansaa phansaa
ab din ke ujaale mein humko
taare nazar aaya karte hai
taare nazar aaya karte hai
taare nazar aaya karte hai
taare nazar aaya karte hai
taare nazar aaya karte hai
taare nazar aaya karte hai

us waqt khushi se dil mera
aankhon mein utarne lagta hai
jab kaali soorat par wo
makeup makeup lagaa kar
nakhraa karte hai makeup lagaa kar
nakhraa karte hai makeup laga kar
nakhraa karte hai makeup lagaa kar
nakhraa karte hai nakhraa nakhraa
nakhraa nakhraa nakhraa haaye
nakhraa makeup laga kar
nakhraa karte hai

jab unse ladi thhi meri nazar
ye dil ne kahaa thha haaah
ghabraa kar ghabraa kar
naadaan na ban abe naadaan na ban
aankhe na ladaa wo aag lagaa kar
haa haa karte hai wo aag lagaa kar
haa haa karte hai wo aag lagaa kar
haa haa karte hai wo aag lagaa kar
haa haa karte hai wo aag lagaa kar
haa haa karte hai

ae meri mohabbat ki motor
garij se nikal kar road pe aa
hum kab se khade raaho mein teri
aankho ko bichhaaya karte hai
aankho ko bichhaaya karte hai
aankho ko bichhaaya karte hai
aankho ko bichhaaya karte hai
aankho ko bichhaaya karte hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Pagle (1950)
Jagirdar, Agha Jaan, Sheri, Begam Para, Juliet, Kukku, Krishna KumarBehzad Lakhnavi, Kabil Amritsari, Anjum RehmaniV G BhatkarPagle at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type