wo shakhs ban gaya hai
masiha mere dil ka
wo shakhs ban gaya hai
masiha mere dil ka
jo chura ke le gaya hai
jo chura ke le gaya hai
mera karaar mujh se
wo shakhs ban gaya hai
masihaa mere dil ka
raaho pe bichhi hain
Indo si bhaari palkein
raaho pe bichhi hain
Indo si bhaari palkein
aa bhi jaye
aa bhi jaye kabhi woh
do kadam to chalke
nahi hota ek pal bhi
nahi hota ek pal bhi
ab intzaar mujh se
jo churake le gaya hain
jo churake le gaya hain
mera karaar mujhse
wo shakhs ban gaya hain
masihaa mere dil ka
ye shahar bhi hai uski
ye shaan bhi hai uski
ye shahar bhi hai uski
ye shaan bhi hai uski
bas ab
bas ab talak hai dekho
tasveer dil me jiski
uski hi bate karte
uski hi bate karte
daro diwar mujhse
jo churake le gaya hain
jo churake le gaya hain
mera karaar mujhse
wo shakhs ban gaya hain
masihaa mere dil ka
aakhir kyon hain daali
ye balaye mere sir pe
aakhir kyon hain daali
ye balaye mere sir pe
chhup gaya
wo chhup gaya kahan hain
bijali gira ke ghar pe
kyun zindagi ke usne
kyun zindagi ke usne
chhini bahaar mujhse
jo churake le gaya hain
jo churake le gaya hain
mera karaar mujhse
wo shakhs ban gaya hain
masihaa mere dil ka