woh baat gujari raaj jo keh na sake tumse hum

woh pal gaya so na aaya, khudaaya kaisa sitam

woh shaakh shaakh kali jhum jhum jaayein hain
koyi lamha hamein reh reh ke yun bulaaye hain
jis tarah bichhade sanam saath chalein saaya ban
woh baat gujari raaj jo keh na sake tumse hum
iss andhere mein kahin dur koyi gaaye hain
hain kaisa dard ke jiske wasih saaye hain
hai yeh aahat unhi yaadon ki, sun sake toh sun
woh baat gujari raaj jo keh na sake tumse hum
yahin thi raat, yahin aasmaan, yahin the hum
inhi baahon mein thi tumko gaya the kullalam
na jaane kyun bhar aayi thi teri aankh sanam