wo bhi ro dega use haal sunaye kaise
wo bhi ro dega use haal sunaye kaise
mom ka ghar hai
mom ka ghar hai, charago ko jalaye kaise
wo bhi ro dega use haal sunayen kaise
dabdabai huyi aankho ka khayaal aata hai
dabdabai huyi aankho ka khayaal aata hai
utha ke mehfil se teri jaaye to jaaye kaise
utha ke mehfil se teri jaaye to jaaye kaise
mom ka ghar hai, charago ko jalaye kaise
wo bhi ro dega use haal sunayen kaise
door hota to use dhundh bhi lete lekin
door hota to use dhundh bhi lete lekin
ruh mein chhupke jo baitha use paye kaise
ruh mein chhupke jo baitha use paye kaise
mom ka ghar hai, charago ko jalaye kaise
wo bhi ro dega use haal sunayen kaise
wo bhi ro dega use haal sunayen kaise.
can not beleive that nice poetry and mitaali choudhury sang very
nicely.hats off for mitaali ans rao rashid