wo pyaar mera wo yaar mera
aaya hein milne ko
cham cham cham ke meri bindiya
ud ud gaye nindiya ho
wo pyaar mera wo yaar mera
aaya hein milne ko
cham cham cham ke meri bindiya
ud ud gaye nindiya ho
ki shola sine me bhadke
re hai hai dil mera dhadke
ye hai hai unse milu kaise ho
wo pyaar mera wo yaar mera
aaya hein milne ko
cham cham cham ke meri bindiya
ud ud gaye nindiya ho
ki shola sine me bhadke
re hai hai dil mera dhadke
ye hai hai unse milu kaise ho
rasta dekh rahe the naina
ik pal dil ko nahi tha chaina
aaj woh aaya dil ghabraaya
kya main karu kuch bhi samjhe na
ye kangana khan khan khan khanke
ye paayal chan chan chan chan ke
baje hein taar mere man ke ho
wo pyaar mera wo yaar mera
aaya hein milne ko
cham cham cham ke meri bindiya
ud ud gaye nindiya ho
wo jogi mein hoon joganiya
baahon mein uske meri duniya
sapno mein karti thi main batiya
par eise kuch bhi bolu na
ki bolu main chup chup rahke
khol du raaj sabhi dil ke
jhuki rah jaati hain palke ho
wo pyaar mera wo yaar mera
aaya hein milne ko
cham cham cham ke meri bindiya
ud ud gaye nindiya ho
wo pyaar mera wo yaar mera
aaya hein milne ko
cham cham cham ke meri bindiya
ud ud gaye nindiya ho
ki shola sine me bhadke
re hai hai dil mera dhadke
ye hai hai unse milu kaise ho
wo pyaar mera wo yaar mera
aaya hein milne ko
cham cham cham ke meri bindiya
ud ud gaye nindiya ho
haa pyaar mera haa yaar mera
aaya hai milane ko
cham cham cham ke meri bindiya
ud ud gaye nindiya ho
ki shola sine me bhadke
re hai hai dil mera dhadke
ye hai hai unse milu kaise ho