vo to bana apna dekha jo sapna
aji paya maine pyar dilbar ka
vo to bana apna dekha jo sapna
aji paya maine pyar dilbar ka
to hogi dulhan baho me vo jo de gayi khushiya
jiwan me, dhadkan me, baato me, tan man me
vo to bana apna dekha jo sapna
aji paya maine pyar dilbar ka
jag me na hota koi yun akela
thama hath mera aake aaj tune mera
pyar ka ye tohfa hi aarzu thi is dil ki
laga dil se ye meri jaan toffa ye mera hai armaan
bada hi suna jiwan tha aaj mila ujyala
hatho me hai ek anguthi uski nishani pyari si
gori si pari jo hai dulhaniya
vo to bana apna dekha jo sapna
aji paya maine pyar dilbar ka
dil kya pyare tu jo bole de dun
aa tujhko pyare gale se laga lun
chodu main na tera hath todungi na ye vada
lagan ki bazi shehnayi aao gi ban than ke tum
milan ki aaye mast gadi sej saje phulo ki
mala tujhko pehnaugi dulha saj ke aaye jo tu
jannat ki pari hai tu dulhaniya
vo to bana apna dekha jo sapna
aji paya maine pyar dilbar ka
to hogi dulhan baho me vo jo degayi khushiya
jiwan me, dhadkan me, baato me, tan man me
vo to bana apna dekha jo sapna
aji paya maine pyar dilbar ka
vo to bana apna dekha jo sapna
aji paya maine pyar dilbar ka