koi dhunde rabb nu masjido me
koi dhunde rabb nu mandiro me
ye duniya padh rahi hai jiska kalma
woh dil me hai mere, tashreef farma
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ya ali murtaza, ya ali murtaza
ya ali murtaza, ya ali murtaza
haath failaaye tumse kare iltejaa
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
dil ka sukun hai naam tumhara, kripa karna kaam tumhara
tumri sharan me aan padi hu, aas lagaaye kab se khadi hu
bin maange phal dene waale, mushkil ko hal karne waale
jag ke paalan-haar tumhi ho
main nirdhan dhanvaan tumhi ho, tumhi ho, tumhi ho
ya ali murtaza, ya ali murtaza
ya ali murtaza, ya ali murtaza
haath failaaye tumse kare iltejaa
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
wafa tumhi ho, ataa tumhi ho
dhadakte dil ki sadaa tumhi ho
sukun-e-dil ho, ya koi ghum ho
har ek maraz ki dawaa tumhi ho
tadapte dil ne tumhe pukara
sakhi bhi tum ho, sakha bhi tum ho
main jiske saaye me chal rahi hu
woh mere ab aasmaan tumhi ho
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza
ho karam ki nazar ya ali murtaza